"Mera real name jhakiya mariam akhi hai Par social media aur meri sab kitab me meri shyri me poems me mera naam Mariyam ramla hai Aur mene Kai compilation me participate bhi kiya hai Ma Dhaka Bangladesh se blong krti hu Aur India me yeh meri pheli book hai Meri pukar"

Hindi Poetry Poetry & Literature
Meri Pukar
"Kuch sapne kuch kahaniya kuch Raaz jo mere dil me dabi thi Kai sare 'jazbaato' ki 'chingari' jo mere sine me jali thi Aaj inn kavitao ke roop me meri sine ki chingari meri kalam se likhe alfazo me meri 'pukar' bnke ap sab tak aagai hai.."
- Formats
- Paperback, eBook
- Published
- Jan 2026
- Publisher
- FanatiXx Publication
















